Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSardar Mallik
HomeSardar Mallik
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaaaaaaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaa aaaaa aaaaaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aye ghum e dil kya karoon aye wehshat e dil kya karoon kya karoon kya karoon aye ghum e dil kya karoon aye wehshat e dil kya karoon kya karoon kya karoon aye ghum e dil kya karoon mujhko kismat ne banaaya gadle paani ka kanwal khaak mein mil mil gaye sab aarzuon ke mehal kya khabar thi yun meri taqdeer jaayegi badal aye ghum e dil kya karoon aye wehshat e dil kya karoon kya karoon kya karoon aye ghum e dil kya karoon ruthne waale kisi majboor se ruthega kya jis tarah kismat ne loota yun koi lutega kya aye mere toote huye dil aur tu tutega kya aye ghum e dil kya karoon aye wehshat e dil kya karoon kya karoon kya karoon aye ghum e dil kya karoon aaaaaaaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaa aaaaa aaaaaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaa
shahar ki raat aur main naashaad o naakaara phirun jagamagaati jaagati sadkon pe aawaara phirun aye ghum e dil kya karoon aye vehshat e dil kya karoon kya karoon kya karoon aye ghum e dil kya karoon aye vehshat e dil kya karoon kya karoon kya karoon aye ghum e dil kya karoon ye rupahali chhaanv ye aakaash par taaron ka jaal ye rupahali chhaanv ye aakaash par taaron ka jaal jaise soofi ka tasavvur jaise aashiq ka khayaal aah lekin kaun samajhe kaun jaane jee ka haal aye ghum e dil kya karoon aye vehashat e dil kya karoon kya karoon kya karoon aye ghum e dil kya karoon raaste mein ruk ke dam lun ye meri aadat nahin raaste mein ruk ke dam lun ye meri aadat nahin laut kar waapas chala jaaun meri fitrat nahin aur koi humnava mil jaaye ye qismat nahin aye ghum e dil kya karoon aye vehashat e dil kya karoon kya karoon kya karoon aye ghum e dil kya karoon
hmmm mmm haaa haa haa aaaa ho oooo oooo ooo ooo baharon se poochho mere pyaar ko tum tumhare tarane hum gaa rahe hain nazaron se poochho mere pyaar ko tum tumhare liye hum jiye ja rahe hain baharon se poochho kabhi main papiha tumhare liye hoon kabhi main chakora tumhare liye hoon aji main bhi koyal tumhare liye hoon mohabbat mein pagal tumhare liye hoon mere pyaar ne hi diya roop inko ye gumche tumhe jo nazar aa rahe hain nazaron se poochho agar jaan tum ho to hum bhi to dil hain bhare hain hazaron mohobbat ke arman agar tum ho sagar to main bhi hoon nadiya hain donon dilon mein mohabbat ke toofaan mere pyaar ka to kinara nahin hai tere pyaar mein hum bahe ja rahe hain baharon se poochho ye udi ghatayen masti lutayen jaise tumhari sharabi nigahen ye thandi hawayen bharti hain aahen samjho inhen tum hamari sadayen fizaon mein dekho ye baadal nahin hain ye aanchal tumhare lahra rahe hain baharon se poochho mere pyaar ko tum tumhare tarane hum ga rahe hain nazaron se
chanda ke desh mein rahti ek raani chanda ke desh mein rahti ek raani aankhen hain uski chanchal sitaare bijli se ujli uski jawaani chanda ke desh mein rahti ek raani chanda ke desh mein rahti ek raani chaandi sa jhilmil mahal woh haseen jis mein basi hai ek naazneen hamne jo dekha to aaya yakeen duniya mein us jaisa koi nahin uski adaayen sabse judaa hain uski jhalak par duniya deewaani chanda ke desh mein rahti ek raani chanda ke desh mein rahti ek raani baadal ke rath par nikalti hai woh bijli ke doley mein chalti hai woh inder dhanush uski angdayee hai chanda bhi uski hi parchhaayee hai baatein kare to jhadte hain moti poocho na uski jaadoo bayaani chanda ke desh mein rahti ek raani chanda ke desh mein rahti ek raani naaz o adaa se sanwarti hai woh har phool mein rang bharti hai woh dharti ke raaja pe marti hai woh bachchon se bhi pyaar karti hai woh chanda mein dekho kaate hai charkha khatm huyee ab apni kahaani chanda ke desh mein rahti ek raani
haan diwana hoon main haan diwana hoon main ghum ka maara hua ik begana hoon main haan diwana hoon main haan diwana hoon main haan diwana hoon main ghum ka maara hua ik begana hoon main haan diwana hoon main maangi khushiyaan magar ghum mila pyaar mein maangi khushiyaan magar ghum mila pyaar mein dard hi bhar diya dil ke har taar mein aaj koi nahin mera sansaar mein chhod kar chal diye mujhko majhdhaar mein haaye teer e nazar ka nishaana hoon main haan diwana hoon main haan diwana hoon main ghum ka maara hua ik begana hoon main haan diwana hoon main main kisi ka nahin koi mera nahin main kisi ka nahin koi mera nahin iss jahaan mein kahin bhi basera nahin mere dil sa kahin bhi andhera nahin meri iss shaam ka hai savera nahin haaye bhula hua ik fasaana hoon main haan diwana hoon main haan diwana hoon main ghum ka maara hua ik begana hoon main haan diwana hoon main haan diwana hoon main haan diwana hoon main ghum ka maara hua ik begana hoon main haan diwana hoon main
humne kya pyaar kiya pyaar ka badla na mila humne kya pyaar kiya pyaar ka badla na mila saara jag dhoondh liya koi bhi apna na mila humne kya pyaar kiya humne chaaha tha ke is pyaar ko singaar mile humne chaaha tha ke is pyaar ko singaar mile teri baanhon ka mehekta hua ek haar mile pyaar hi pyaar ho aisa koi sansaar mile dukh bhari raat mili khushiyon ka sapna na mila saara jag dhoondh liya koi bhi apna na mila humne kya pyaar kiya hum badhen jinki taraf deep woh bujh jaate hain hum badhen jinki taraf deep woh bujh jaate hain phool sehlaaye agar kaante se chubh jaate hain jinki chhaaon mein ruke paat wo jal jaate hain aisi taqdeer jo badle wo sitaara na mila saara jag dhoondh liya koi bhi apna na mila haaye humne kya pyaar kiya
laagi tumse lagan saathi chhoote na haye chhoote na kabhi chhoote na naata janam janam kaa toote naa haye toote na kabhi toote na laagi tumse lagan saathi chhoote na chaahe kismat humko thukraaye chaahe duniya dushman ban jaaye chaahe kismat humko thukraaye chaahe duniya dushman ban jaaye chaahe sab roothen tu roothe na laagi tumse lagan saathi chhoote na haye chhoote na kabhi chhoote na naata janam janam kaa toote naa haye toote na kabhi toote na laagi tumse lagan saathi chhoote na aaaaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaa haaa aaaaa aaaaa haaa aaaaa yeh preet ke hain naazuk dhaage duniya ki nazar kahin na laage yeh preet ke hain naazuk dhaage duniya ki nazar kahin na laage koi pyaar hamaara loote na laagi tumse lagan saathi chhoote na haye toote na kabhi toote na naata janam janam kaa toote naa haye toote na kabhi toote na laagi tumse lagan saathi chhoote na
haaaaaa haaaa haaaa haaaa haaa haaa haaa haaaaaa haaaa haaaa haaaa haaa haaa haaa main gareebon ka dil hoon watan ki jabaan main gareebon ka dil hoon watan ki jabaan bekason ke liye pyaar ka aasmaan bekason ke liye pyaar ka aasmaan main gareebon ka dil hoon watan ki jabaan main jo gaata chalun saath mehfil chale main jo badhta chalun saath manzil chale saath manzil chale mujhe raahen dikhaati chale bijliyaan mujhe raahen dikhaati chale bijliyaan main gareebon ka dil hoon watan ki jabaan main gareebon ka dil hoon watan ki jabaan husn bhi dekh kar mujhko hairaan hai ishq ko mujhse milne ka armaan hai dekho armaan hai apni duniyaa ka hoon main haseen naujawaan apni duniyaa ka hoon main haseen naujawaan main gareebon ka dil hoon watan ki jabaan main gareebon ka dil hoon watan ki jabaan carvaan zindgaani ka rukta nahin baadshahon ke aage main jhukta nahin main to jhukta nahin chaand taaron se aage mera aashiyaan chaand taaron se aage mera aashiyaan main gareebon ka dil
mujhe tumse muhabbat hai magar mein keh nahin sakta mujhe tumse muhabbat hai magar mein keh nahin sakta magar mein kya karun bole bina bhi reh nahin sakta mujhe tumse muhabbat hai magar mein keh nahin sakta mere khaabon ki sehzaadi jahaan tum muskuraati ho bahaaren kya khizaaon mein hazaron gul khilaati ho tumhen jisne bhi dekha hai zudai seh nahin sakta mujhe tumse muhabbat hai magar mein keh nahin sakta zamaana laakh baadal ban ke chhaa jaaye nighahon par muhabbat kaa ujaala failtaa jaayega raahon par muhabbat chaand aisa hai kabhi jo keh nahin sakta mujhe tumse muhabbat hai magar mein keh nahin sakta
saath jiyenge saath marenge ye waadaa kyun tod diyaa khud to tum chal pade akele humein raah mein chhod diyaa naa jaa mere saathi naa jaa naa jaa mere saathi naa jaa naa jaa mere saathi naa jaa aisi ek aag jagegi aisi ek aag jagegi duniyaa shamshaan lagegi taare angaare honge dharti ki rooh jalegi phoolon kaa rang udegaa ambar kaa chaand chhupegaa tere bin jeevan saathi jeevan kaa deep bujhegaa naa jaa mere saathi naa jaa naa jaa mere saathi naa jaa naa jaa mere saathi naa jaa aisaa toofaan uthegaa aisaa toofaan uthegaa ghan ghan baadal garjegaa kad kad bijli kadkegi saaraa sansaar jalegaa ye dil ab zaher piyegaa tere bin kaun jiyegaa tutaa jab jeevan dhaagaa kaise koi zakhm siyegaa naa jaa mere saathi naa jaa naa jaa mere saathi naa jaa naa jaa mere saathi naa jaa
oo ooo neeli neeli ankhiyon mein doobi doobi jaaun main doobi doobi jaaun kahaan hai kinaara kachhu samajh na paaun kahaan hai kinaara kachhu samajh na paaun kaali kaali zulfon mein khoya khoya jaaun main khoya khoya jaun kahaan hai kinaara kachhu samajh na paaun kahaan hai kinaara kachhu samajh na paaun gore gore mukhde pe kaali lat latke oo ooo ooo gore gore mukhde pe kaali lat latke jaise koi naganiya soyi ho simat ke piya mori zulfon mein jiya tora atke hoo hoo hoo haye haye piya mori zulfon mein jiya tora atke aisa uljha kaise jaoge palat ke aisa uljha kaise jaoge palat ke pyaar ka ye bandhan main kaahe ko chhudaun main kaahe ko chhudaun tu jo mili swarg mila kaise thukraaun tu jo mili swarg mila kaise thukraaun dekh tera mukhda rang uda darpan ka oo ooo ooo dekh tera mukhda rang uda darpan ka toot pada dharti pe chanda gagan ka chaand gira charnon mein pyaasa milan ka hoo hoo hoo hoye hoye chaand gira charnon mein pyaasa milan ka kab se deewana tha piya ki
saajan ye mat jaaniyo tu bichhde nahin chain jaise jal bin maachhali tadpat hoon din rain patta toota daal se le gayi pawan udaay ab ke bichhde kab mile door pare hain jaay piya kaise milun tujhse mere paaun padi janzeer hriday mein agni sulgi nainan se barse neer mere paaun padi janzeer duniyaa se hai kya shikwaa meri rooth gayi takdeer laakh jatan kar haar gaya soojhe na koi tadbeer meri rooth gayi takdeer piya kaise milun tujhse mere paaun padi janzeer duniyaa se hai kya shikwaa meri rooth gayi takdeer kaise door karun ye doori samjh nahin main paati ji oooo kaise door karun ye doori samjh nahin main paati jo main hoti ban ki chidiya pankh laga ud aati udne lage thi ud na saki kismat ne maara teer piya kaise milun tujhse mere paaun padi janzeer duniyaa se hai kya shikwaa meri rooth gayi takdeer phool mile kam kaate jiyaada beej ye kaisa boya ji oooo phool mile kam kaate jiyaada beej ye kaisa boya maalik tere jag mein jisne pyaar kiya wo roya aasoo ke rang mein
saaranga teri yaad mein saaranga teri yaad mein nain huye bechain ho saaranga teri yaad mein nain huye bechain ho madhur tumhare milan bina din katate nahin rain ho saaranga teri yaad mein wo ambuva ka jhoolana wo peepal ki chhaanv wo ambuva ka jhoolana wo peepal ki chhaanv ghoonghat mein jab chaand tha mehndi lagi thi paanv aaj ujad ke reh gaya aaj ujad ke reh gaya wo sapnon ka gaanv hooo saaranga teri yaad mein nain huye bechain ho madhur tumhare milan bina din katate nahin rain hooo saaranga teri yaad mein sang tumhaare do ghadi beet gaye jo pal sang tumhaare do ghadi beet gaye jo pal jal bharke mere nain mein aaj huye ojhal sukh leke duhkh de gayin sukh leke duhkh de gayin do akhiyan chanchal hooo saaranga teri yaad mein nain huye bechain hooo madhur tumhare milan bina din katate nahin rain ho saaranga teri yaad mein
sun more rasiya sun mann basiya chhod ke ab nahin jaana hoo chhod ke ab nahin jaana pyaar nibhaunga dil se na jaunga main to tera hi deewana hoo main to tera hi deewana honthon pe mere piya tera hi naam hai honthon pe mere piya tera hi naam hai main hoon teri daasi tu mera ghanshyam hai tere liye chhoda maine sara zamaana sun more rasiya sun mann basiya chhod ke ab nahin jaana hoo chhod ke ab nahin jaana pyaar nibhaunga dil se na jaunga main to tera hi deewana hoo main to tera hi deewana aandhi se khele chahe mausam bahaar ka aandhi se khele chahe mausam bahaar ka bujhne na dunga kabhi deepak ye pyaar ka chamkega chaand ban ke pyaar ka fasaana pyaar nibhaunga dil se na jaunga main to tera hi deewana hoo main to tera hi deewana sun more rasiya sun mann basiya chhod ke ab nahin jaana hoo chhod ke ab nahin jaana pyaar nibhaunga dil se na jaunga main to tera hi deewana hoo main to tera hi deewana
tere dar pe aaya hoon fariyaad le kar tere dar pe aaya hoon fariyaad le kar zubaan par ghum e dil ki ruh daad le kar tere dar pe aaya pareshaan hai dil ghadi bhar ko aa jaa pareshaan hai dil ghadi bhar ko aa jaa zara meri sun jaa aur apni sunaa jaa kahaan jaaun main haal e barbaad le kar tere dar pe aaya hoon fariyaad le kar zubaan par ghum e dil ki ruh daad le kar tere dar pe aaya mere dard e dil se nahin bekhabar tu mere dard e dil se nahin bekhabar tu bane meri kismat jo kar de nazar tu muhabbat se naaqamiyaan chhaa gayin hain umeedon ki kaliyaan bhi murjha gayin hain kahin mar naa jaaun teri yaad le kar tere dar pe aaya hoon fariyaad le kar zubaan par ghum e dil ki ruh daad le kar tere dar pe aaya
tere hum o sanam tu jahaan main wahaan sooraj tu zarra main tu kahaan main kahaan tere hum o sanam kya khabar hai tujhe dil tera ho gaya pyaar ki raah mein dil mera kho gaya kya khabar thi mujhe aisa din aayega mahal ka chand bhi mera ban jayega pyaar mein fark kya tu jahaan dil wahaan sooraj tu zarra main tu kahaan main kahaan tere hum o sanam aapki baat ka kaise aaye yakin kaise nazren uthen itni himmat nahin pyaar mein ek hai kya zamin kya gagan hona kya hai yahaan main na janun sajan kya kahega jahaan soch le meharbaan tere hum o sanam tu jahaan main wahaan kya khabar hai tujhe dil tera ho gaya pyaar ki raah mein dil mera kho gaya kya khabar thi mujhe aisa din aayega mahal ka chaand bhi mera ban jayega pyaar mein fark kya tu jahaan dil wahaan sooraj tu zarra main tu kahaan main kahaan tere hum o sanam
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aye Ghum E Dil Kya Karoon (Female) Thokar (1953) 03:07 12197
 
Poster of Thokar (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Harsh Tandon
Music Director- 
Sardar Mallik
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Shyama
Duration : 03:07   Song Number : 12197   

Aye Ghum E Dil Kya Karoon (Male) Thokar (1953) 03:28 19218
 
Poster of Thokar (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Majaz Lakhnavi
Music Director- 
Sardar Mallik
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Shyama, Shammi Kapoor
Duration : 03:28   Song Number : 19218   

Baharon Se Poochho Mera Ghar Mere Bachche (1960) 05:01 37800
 
Poster of Mera Ghar Mere Bachche (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Sardar Mallik
On Screen Actors- 
Subiraj, Naaz
Duration : 05:01   Song Number : 37800   

Chanda Ke Desh Mein Rahti Ek Raani Mera Ghar Mere Bachche (1960) 03:19 16587
 
Poster of Mera Ghar Mere Bachche (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Sardar Mallik
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Balraj
Duration : 03:19   Song Number : 16587   

Haan Diwana Hoon Saranga (1960) 04:15 20493
 
Poster of Saranga (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Sardar Mallik
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Sudesh Kumar
Duration : 04:15   Song Number : 20493   

Humne Kya Pyaar Kiya Naag Mohini (1963) 03:30 40552
 
Poster of Naag Mohini (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Sardar Mallik
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:30   Song Number : 40552   

Laagi Tumse Lagan Saranga (1960) 03:47 38123
 
Poster of Saranga (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Sardar Mallik
On Screen Actors- 
Sudesh Kumar, Jayshree Gadker
Duration : 03:47   Song Number : 38123   

Main Garibon Ka Abe-Hayat (1955) 04:29 20845
 
Poster of Abe-Hayat (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Sardar Mallik
On Screen Actors- 
Prem Nath
Raag- 
Bhimpalasi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:29   Song Number : 20845   

Mujhe Tumse Muhabbat Bachpan (1963) 03:01 31075
 
Poster of Bachpan (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Sardar Mallik
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Salim, Menka Irani
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:01   Song Number : 31075   

Naa Jaa Mere Saath Saranga (1960) 03:51 14144
 
Poster of Saranga (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Sardar Mallik
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sudesh Kumar
Duration : 03:51   Song Number : 14144   

Neeli Ankhiyon Mein Doobi Doobi Naag Mohini (1963) 03:52 38106
 
Poster of Naag Mohini (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Sardar Mallik
Duration : 03:52   Song Number : 38106   

Piya Kaise Milun Saranga (1960) 04:39 12477
 
Poster of Saranga (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Sardar Mallik
On Screen Actors- 
Jay Shri Gadkar, Sudesh Kumar
Duration : 04:39   Song Number : 12477   

Saarangaa Teri Yaad Mein Saranga (1960) 04:24 21221
 
Poster of Saranga (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Sardar Mallik
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Mahipal
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:24   Song Number : 21221   

Sun More Rasiya Madan Manjari (1961) 03:27 38545
 
Poster of Madan Manjari (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Sardar Mallik
Duration : 03:27   Song Number : 38545   

Tere Dar Pe Aaya Hoon Fariyad Le kar Chor Bazar (1954) 03:28 15571
 
Poster of Chor Bazar (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Sardar Mallik
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 03:28   Song Number : 15571   

Tere Hum O Sanam Bachpan (1963) 05:30 38107
 
Poster of Bachpan (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Sardar Mallik
Duration : 05:30   Song Number : 38107   
Karaoke Songs of sardar mallik, Sad Songs of sardar mallik, Love Songs of sardar mallik, Dance Songs of sardar mallik, Hip-hop songs of sardar mallik, Best songs of sardar mallik, Super hit songs of sardar mallik, hit songs of sardar mallik, duet songs of sardar mallik, solo songs of sardar mallik, old songs of sardar mallik, famous songs of sardar mallik, Hindi Karaoke Songs of sardar mallik, Hindi Sad Songs of sardar mallik, Hindi Love Songs of sardar mallik, Hindi Dance Songs of sardar mallik, Hindi Hip-hop songs of sardar mallik, best Hindi songs of sardar mallik, super hit Hindi songs of sardar mallik, hit Hindi songs of sardar mallik, duet Hindi songs of sardar mallik, solo Hindi songs of sardar mallik, old Hindi songs of sardar mallik, famous Hindi songs of sardar mallik, Sing Along Songs of sardar mallik, Sing Along Sad Songs of sardar mallik, Sing Along Love Songs of sardar mallik, Sing Along Dance Songs of sardar mallik, Sing Along Hip-hop songs of sardar mallik, Sing Along Best songs of sardar mallik, Sing Along Super hit songs of sardar mallik, Sing Along hit songs of sardar mallik, Sing Along duet songs of sardar mallik, Sing Along solo songs of sardar mallik, Sing Along old songs of sardar mallik, Sing Along famous songs of sardar mallik